Wednesday, August 11, 2010

Kawwa takra gaya...

1 Admi ki car se kawwa takra gaya,
Aadmi kawway ko ghar le gaya or pinjre main band kardiya.
Kawway ko jab hosh aaya to khud ko pinjray main dekh kar bola,
Haye Allah Jail ho gai,
Lagta hai Driver mar gaya...

No comments:

Post a Comment